- Get link
- X
- Other Apps
Posts
Showing posts from September, 2016
Hindustan zindabad
- Get link
- X
- Other Apps
humne bhi baahar aake yehi jaana kitni mushkil hai apne desh se judaa rehna jabtak desh mein thi, uski pehchaan nahi jab bahar aaye tho, uski kaddar maaloom huyee jabbi yaad karte hain wahaan ki har subha ko lagtha hai yahaan aake kogaye un pyaare ehsaason ko jab bhi karthi hoon apne desh ki mitti ki yaad aati hai us kushboo ki yaad jo mann ko behlati thi woh baarishon ke din jahaan bheegne mein mazaa thi kahaan hai woh mazaa yahaan, har roz ek hi taraah lagthi hai woh thandi hawaaain jo halke se mann ko bhaahte the dilaathi hai maa ki yaad aur unki mamtha ki har baar ye sochthi hoon, kya jaadoo hai apni mitti mein jis se bichad kar lagtha hai khogaye sab kuch zindagi mein na kehte hain ki desh ki qhaddar na thi jab te hum wahaan par ye kehte hain ki woh ehsaas badthi hai aake yahaan ab lagtha hai ki, phir se kab jaapaoongi apne yahaan ab lagtha hai issi tamanna mein guzar jaayegi zindagi yahaan
Hindustan zindabad
- Get link
- X
- Other Apps
Har "HINDUSTANI" ki juban par hai "HINDUSTAN" ka naara .............. Dunia mein sabse khubsurat "HINDUSTAN" hamara .............. Dekhi saari dunia magar mujhe laga nahi kuch bhi gawaara ............. Saare jahan mein jiske charche , wo hai "HINDUSTAN" hamara Har ek shaks ne ise apne pyar se hain sawara ............... Har insaan ke dil mein jo basta hai , wo hai "HINDUSTAN" hamara ............ Kahte hain hum sar uthakar , hai "HINDUSTAN" hamko pyara ............. Har dil aana chahta hai jahan mein, wo hai "HINDUSTAN" hamara ............. Hindu, Muslim, Sikh, Isaai , har koi mile yahan pyar se ................ Majhab nahi dekhta jo , wo hai "HINDUSTAN" hamara................. I LOVE MY "INDIA" "HINDUSTAN" ZINDABAD